Ankhøn mei smaa jaty ya dil mei utar jaty
Dønøn ka bhala høta dønøn hi sanwar jaty
Miltay tø ye acha tha jeevan ki musafat mei
Kuch faaslay kam høtay kuch Røz guzar jaty
Døøri b ghanimat hai ik Aas tø hy wrna
Jø Aas pe jeetay hain wø løg bikhar jaty
Kuch røz judai k es haal mei b guzray
Hanstay huway rø detay røtay huway gir jaty
Manzil na thikana hy acha hy nahi kuch b
Ruktay tø kahan ruktay jaty tø kidhar jaty
DHUKHI SHAYARI IN URDU
“Kiun Rakhoon Main Apne Qalam Main Sayahi…!”
“Jab Koi Armaan Dil Main Machalta Hi Nahi…!”
“Na_Jane Kiun Sabhi Shak Karte Hain Mujh Par…!”
“Jab Sookha Gulab Meri Kitaabon Main Milta Hi Nahi…!”
“Kashish To Bohat Thi Mere Pyaar Main…!”
“Magar Kya Karoon Koi Pathar Dil Pighalta Hi Nahi.!
Agar Khuda Mile To Us Se Apna Pyaar Mangoon Ga.!
“Par Suna Hai Wo Marne Se Pehle Kisi Se Milta Nahi”
SAD URDU POETRY TEXT
HUMKO loota ha usi shehr ne ay jan e wafa,
JIS ki galion men mohabat ka kuch hisab na tha,
WOH jo rehtay they mere sath hamesha din bhar,
UN K mazhab men wafaon ka koi baab na tha,
WO jo ankhon mein mohabat ko liye phirtay they,
UN K dil mein thee woh nafrat ke kuch hisab na tha,
MAIN ne jisko bhi museebat men maseeha jana,
JO dia usne bara us se kuch azaab na tha,
MUJHY khyal tha yeh log to mere apne hein WASI:
MAGAR wahan pe to aisa koi rewaj na tha.
HINDI/URDU POETRY IN TEXT
=Yeh zehmat bi to rafta rafta rehmat ho hi jati hai
=Musalsal gham se gham sehny ki aadat ho hi jati hai
=Maseeha ho agar tum sa to zarurat kiya hai marham ki
=K kaanton sy bi zakhmo ki jarahat ho hi jati hai
=Yeh zaruri to nahi k suraj Sawa neze per aa jaye
=Badal jaye jub koi to qayamat ho hi jati hai
=Talluk jin sy ho Gila un per aya hi krta hai
=Mohabbat jin sy ho un sy shikayat ho hi jati hai…
POETRY/SHAYARI IN URDU FOR SMS
“Bikhrti” $ham ki parchaiyaan mujhey day do
Tum apni $haam ki tanhaiyaan mujhey day do
Main tum ko yaad karoon or tum chaley aao
Tum apney pyaar ki $uchaiyaan mujhey day do
Main doob jaoon tumhari udaaSS ankhoon mein
FARAZ” Tum apney dard ki gehraiyan muje de dø.
❤❤❤❤❤❤
No comments:
Post a Comment