Dunya tumhain us waqat tak
nahi hra skti jb tak tum
khud sy na haar jao.
(Hazrat Ali R.A)
Hathyaron sy jang to jeti ja
skti hy mgr dil nahi,dil to
kirdar sy jetay jaty hain.
Imam Hussain.
Janat Ki Aarzu Main Kahan Ja
Rahe Hyn Log Janat Tou Karbala
Main Khareedi HUSSAIN Ny
Dunya-o-Aakhrat Main Jo Rehna Ho
Chain Sy Jeena ALI Sy Seekho
Marna HUSSAIN Sy
Zikr ma HUSSAIN ne mujhe insan bana diya
MASJID ko jannatka saamaan bana diya
EHSAN hy mujh par mereHUSSAIN KA
Mujh ko PANJTAN ka Ghulam bana diya.
JANNAT Ky Muntazir Na Raho
Balke Aisay Ban Jao K Jannat Tumhari Muntazir Rahe
(Hazrat Imam Hussain.(A.S)
*********
No comments:
Post a Comment