LOVE SMS TEXT
Jise ehsaas kehte hain
wohi toh pyaar hota hai
tumhara dil jo dukhta hai
humein bhi dard hota hai
hamari aankh ka aansoo
tumhein bechain rakhta hai
hamare dard ka darmaa
tumhara lams hota hai
tumhare lams ka jaadu
humein bhi shaad rakhta hai
tumhein milti hain jab khushyaan
hamare lab bhi hanste hain
tumhein darpesh ho masla
dua ko haath uthte hain
khuda ko yaad karte hain
tumhein abaad rakhe woh
hmaesha shaad rakhe woh
hamaare saath rakhe woh…
MISS U SMS TEXT
Tumhein shayad ye lagta hai..
M0habbt khubsurat ha..
Tmhara ghar sanwary gi..
Tmhain yunhi naikharay gi..
Tmhain apna bana lay gi..
Tmhain shayd ye lgta ha..
Tmhein dukh se nikalay gi..
Tmhary dard smjhegi..
Tmhare gham sambhaly gi..
Mjhe maloom ha itna..
Mohabbat shab ki surat ha..
Ujalon ko ye kha lay gi..
Tmhe tm se chura le gi..
Tmhe pagal bna de gi..
Mohabbt maar deti ha..
Mohabbat maar dale gi…
SAD SMS TEXT FOR MY JAAN
Behke howe sar-e-aam bardi dair ho gayi
saqi pila de jaam bardi dair ho gayi
kese bhula doon tujhko sahil ki rait per
likhte howe tera naam bardi dair ho gayi
keya betaoun manzr soraj k doobne ka
dekhte howe shaam bardi dair ho gayi
ehbab ne meri minataib hazaar ki
pee lejeiy janab bari dair do gayi
dekhe mere gunah to farishte pukaar uthay
bohat ho geya hisab bari dair ho gayi
chalo faraz aj unke koche main chalen
unko kiya salam bari dair ho gayi
English LOVE poetry and Qutoes
MOHABBAT SMS TEXT LOVE POETRY
Kash main terey haseen hath ka kangan hota
To baray pyar sey chao sey baray man kay sath
Apni nazuk si kalai main charhati mujh ko
Aur be-tabi sey furqat kay khiza lamho0n main
To kisi soch main doby jo ghumati mujh ko
Main terey hath ki khushbou sey mehak sa jata
Jab kabhi mo0d main aakar mujhay cho0ma karti
Terey ho0nto0n ki main hidat sey dehak sa jata
Rat ko jab bhi to niend kay safar main jati
Marmarin hath ka ek takiya banaya karti
Main terey kan sey lag kar kai batain karta
Teri zulfon ko terey gaal ko chooma karta
Mujh ko be-taab sa rakhta hai teri chahat ka nasha
Main teri ro0h kay gulshan main mehakta rehta
Main terey jisam kay aangan main khanakta rehta
Kuch nhe to yeh be-naam sa bandhan hota
Kash main terey haseen hath ka kangan hota
URDU LOVE SHAYARI FOR LOVER
Mohabbat ka gham hota bohat hai
yeh lafz bhi ruswa bohat hai
Udasi ka sabab main kia bataon
Gali kochon main sanata bohat hai
Na milnay ki qasam kha kay bhi main nay
Tujhay har raah main dho0nda bohat hai
Yeh ankhain aur kia dekhain kisi ko
In ankho0n nay tujhay deakha bohat hai
Na janay kyun bacha rakhay hain ansu
Shayid mujhay rona bohat hai
Tujhay malo0m to hoga merey hum dum
Tujhay aik shakhs nay chaha bohat hai
No comments:
Post a Comment