http://www.attitude-status.ml/sitemap.xml?page=1http://www.attitude-status.ml/sitemap.xml?page=2 Tujhse door bhi hu aur pass bhi, Kehne ko khush bhi hu aur udaas bhi- Hindi Kavita By Ashish Awasthi - Tanveer Malik - Attitude Status | and All Type Poetry

Tanveer Malik - Attitude Status | and All Type Poetry

Urdu Poetry, Urdu Sad Poetry, Urdu Romantic Poetry, Sad Urdu Poetry, Romantic Poetry, Heart Touching Poetry, Love Poetry, New Urdu Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Ghazal Poetry, Ghazal Poetry, Pashto Poetry, Pashto Sad Poetry, Pashto Romantic Poetry, Sad Pashto Poetry, Romantic Pashto Poetry, Attitude Status, Attitude Status In Hindi and Urdu , ETC

BREAKING NEWS

LightBlog

Breaking

Saturday, February 14, 2015

Tujhse door bhi hu aur pass bhi, Kehne ko khush bhi hu aur udaas bhi- Hindi Kavita By Ashish Awasthi



तुझसे दूर भी हूँ मैं  और पास भी 
कहने को खुश भी हूँ मैं और उदास भी ,.,

न जाने क्या हो रहा है इन दिनों 
नफरत भी तू ही है और प्यारा एहसास भी ,.,

कब तक मैं फिरता रहूँ इस रेगिस्तान में 
कड़कती धुप भी तू है और मन की प्यास भी ,.,






सब भूल कर तुझे अपना तो बना लूँ मैं 
पर दुश्मन भी तू है और खास भी ,.,

जितना सोचूं उतनी नफरत , जितना भूलूँ उतना प्यार 
बीता हुआ कल भी तू है , आगे का कयास भी ,.,



किस मर्ज की ,किस हक़ीम से क्या दवा लूँ ?
दवा भी तू , दुआ भी तू और आने वाली सांस भी ,.,

कौन आये ग अब उन दरवाजों के पीछे देखने मुझे 
मैं तेरे शहर से काफी दूर भी हूँ और पास भी ,.,!!!!

                                                                   -आशीष अवस्थी 


Tujhse door bhi hun aur pass bhi
Kehne ko khush bhi hun aur udaas bhi

Na jaane kya ho rha hai in dino
Nafrat bhi tu hai aur pyara ehsaas bhi

Kab tak firta rahu is registan me
Kadakti dhoop bhi tu aur man ki pyaas bhi

Sab kuchh bhool kar tujhe apna to bana lun main
Par dushman bhi tu hai aur khaas bhi

Jitna sochun utani nafrat, jitna bhoolun utna pyar
Beeta hua kal bhi tu hai aur aage ka kayas bhi

Kis marj ki , kis hakeem se kya dawa lun ?
Dawa bhi tu , dua bhi tu aur aane wali saans bhi 

Kaun aaye ga ab un darwajon ke peechhe dekhne mujhe
Main tere shehar se kaafi door bhi hun aur paas bhi 

                                                                        -Ashish Awasthi

No comments:

Post a Comment